Headlines
Loading...

Ek call aur sms karne ke liye kya jaruri har?

 Fon aur sim card.

Lekin ab aap bina sim card ke bhi call aur msg kar sakte hai.

Call karne ke liye sim card ki bh jarurat nahi.
Yah sab mumkin hai smart phone app 'Text Me' se.

Aapko yah app download karna hai.
Uske baad aap kisi ko bhi call ya msg kar sakte hai.

Is app ke jariye call karne se aapko kisi ko apna asli number batane ki bhi jarurat nahi hai.

Is app se aapko jo number milega aap usise call kar payenge.

Iski sabse badi visheshta yah hai ki aap "Text Me" account me anek phon number ko rakh sakte hai ya unhe delete bhi kar sakte hai.

Yah app user dwara upyog kiye jane wale number ko uske naam se call receive karne wale ke phone par dikhata hai, jo ki yurope ya america ke code ke sath hota hai.

Apne smart phone me "Text Me" app ko download karke yadi aap ek mobile number hi use karte hai to uska koi charge nahi hai.
Is app se aap se aap kitne hi number par call ya sms kar sakte hai.

Is app dwara yadi aap ek se adhik mobile number ka istemal karna chahte hai to uske liye aapko kam re kam 60 rupaye prati mahine(month) ke chukane honge.

"Text Me" app download karne ke liye play stor me jaye aur search box me text me Type karke search kare aur install par click karke download kare

post aapko achchi lage to share jarur kare aur niche ke post bhi padhe



Ralated Post


1. Saapo Ke Bare Me Janiye 21 Adbhut Fact


2. Raat Bhar Me Daat Chamkaye


3. Mobile Par Blog Banane Ka Tarika


4. 2 Ghante Me Adsense Account Approved Kare


5. Facebook Ka Chamatkar


HindiMeSubkuch Home

0 Comments: