Headlines
Loading...
Android Phone Ko Hang Hone Se Bachane Ke 5 Tarike

Android Phone Ko Hang Hone Se Bachane Ke 5 Tarike

Aajkal log smart phone istemal karte hai

Aur usme bhi android user ki sankhya bahut jyada hai

Smart phone me logo ko jo sdabse jyada pareshani jhelni hoti hai wo hai smart phone ka hang hona

Log aksar phone ke hang hone se pareshan hone ki bat karte hai

To hum aapko bata rahe hai kaise aap apne android phone ko hang hone se bacha sakte hai



Read also-




Raat Bhar Me Motiyo Jaise Daat Chamkaye


Kya aap jante hai ki sabhi website apne page ki speed badhane ke liye (cache) ka istemal karti hai?

Aur user jab bhi kisi website par visit karta hai to uske phone me automaticaly wo sari chije coockise aur cache me save ho jati hai

Jiske chalte user ke phone ki memory ghatati jati hai jiske chalte phone hang hone lagta hai

Iske liye apne phone ki settings me ja kar storage par click kare  aur waha se (cache data) ke  option se ise delete kar de.

Agar aap bahut sari apps ka istemal karte hai to wo sabhi apps aapke phone ki internal memory me save hoti hai

Jisase user ko baki chije download karne me bhi pareshani hoti hai

Sath hi phone ki memory bhi full ho jati hai

Isase bachne ke liye aap apps ko internal memory se external memory me dal sakte hai

Jisase phone ki memory khali ho jayegi aur phone kam hang hoga.

Phone ki jyadatar memory ko bhar dene ke chalte phone aksar hang hote hai

Is se bachne ke liye android user ko gaane, video aur dusre data ko internal memory me save na kare
balki external memory me save kare jisase phone ki memory khali rahegi aur phone hang nahi hoga

User ko apne phone me keval unhi files ko rakhna chahiye jinki unhe roj jarurat hoti hai, 
Jin files ko rojana istemal nahi karna uske liye cloud storage ka istemal kiya ja sakta hai 
Jisase phone ki memory khali hogi jisase phone bhi kam hang hoga



Next


Next



Kisi bhi android user ke liye apne phone ko hanging se bachane ke liye yah last option ke taur par istemal karna chahiye

kyo ki phone me factory reset karne se phone ka sara data chala jata hai

lekin iske baad phone hang hona kafi kam ho jata hai

Iske liye settings me jakar phone ko factory reset kar sakte hai
lekin is se pahale apna sara data kahi save kar le.



Related Post

Facebook Paise Kamaye (Earn Money From Facebook)

0 Comments: